Aashiq hoon main kaatil bhi hoon Sabke dilon mein shaamil bhi hoon Aashiq hoon main kaatil bhi hoon Sabke dilon mein shaamil bhi hoon Aashiq hoon main kaatil bhi hoon Sabke dilon mein shaamil bhi hoon Dil ko churaana neendein udaana Bas yehi mera kusoor Vaadon se apne mukarta nahin Marne se main kabhi darta nahin
Baadshah o baadshah Baadshah hey baadshah Baadshah o baadshah Baadshah
Aashiq hoon main kaatil bhi hoon Sabke dilon mein shaamil bhi hoon Dil ko churaana neendein udaana Bas yehi mera kusoor Vaadon se apne mukarta nahin Marne se main kabhi darta nahin
Baadshah o baadshah Baadshah hey baadshah Baadshah o baadshah Baadshah
Chaaron taraf hai mere hi charche Honthon pe hai bas mera naam Rangon bhari subah meri Masti mein doobi hai meri shaam Jhoothi kahaani sacchi lage aawargi mujhe achchhi lage Naghme sunaana sabko nachaana Bas yehi mera kusoor Vaadon se apne mukarta nahin Marne se main kabhi darta nahin
Baadshah o baadshah Baadshah hey baadshah Baadshah o baadshah Baadshah
Hai ye mohabbat kamzori meri Chaahat ki duniya pe mera raaj Bas rab ke aage jhukta mera sar Jhukte mere saamne takhto taaj Andaz mera sabse juda Main baadshahon ka baadshah Sapne sajaana hansna hansaana Bas yehi mera kusoor Vaadon se apne mukarta nahin Marne se main kabhi darta nahin
Baadshah o baadshah Baadshah hey baadshah Baadshah o baadshah Baadshah
Aashiq hoon main kaatil bhi hoon Sabke dilon mein shaamil bhi hoon Dil ko churaana neendein udaana Bas yehi mera kusoor Vaadon se apne mukarta nahin Marne se main kabhi darta nahin
Baadshah o baadshah Baadshah hey baadshah Baadshah o baadshah Baadshah
Baadshah o baadshah Baadshah hey baadshah Baadshah o baadshah Baadshah.