(Ho, oh oh oh, oh oh oh, mm hm hm hm) (Darwaaze pe tere baaraat laayega Doli mein bithaake tujhe le jaayega) Gaata muskuraata tera bhaiya reh jaayega
Aayega, dulha aayega
Naachenge hum, gaayenge hum Kya din hoga voh jab tu banegi dulhan Yeh galiyaan yeh chaubaarein teri yaad laayenge Bin tere yeh sab milke mujhko bahut sataayenge Main lekin apne gham se teri khushi sajaaoonga Apne haathon se saare ghar mein deep jalaaoonga Mera dil meri jaan meri zindagi Teri har khushi mein hai meri har khushi Kya din hoga voh jab tu banegi dulhan Royega dil mera phir bhi naache gaayega Darwaaze pe tere baaraat laayega Gaata muskuraata tera bhaiya reh jaayega Darwaaze pe tere baaraat laayega Doli mein bithaake tujhe le jaayega Gaata muskuraata tera bhaiya reh jaayega
Aayega, dulha aayega
Yeh mera jeevan sapna mere dil ki chaahat hai Tere haathon mein ab se mere pyaar ki kismat hai Pooja hai hamesha maine jiske sundar mukhde ko Ab saup raha hoon tujhko aise dil ke tudke ko Vafa ki mohabbat ki moorat hai tu Tera dharm seva hai aurat hai tu Voh din aa gaya, ab tu bani hai dulhan Marke bhi yeh bhai tere naaz uthaayega Darwaaze pe tere baaraat laayega Gaata muskuraata tera bhaiya reh jaayega Darwaaze pe tere baaraat laayega Doli mein bithaake tujhe le jaayega Gaata muskuraata tera bhaiya reh jaayega