Kaun samjhega un ka dard bhala Jin ke dhadkan ne chot khaayi hai Log kehte hain yahaan ishq jise Aisa lagta hai bewafaai hai
deewani, deewani Mujhe laakh samjhaaya deewani, deewani Dil ne mere deewani, deewani
Mujhe laakh samjhaaya dil ne mere Magar maine dil ki na maani Deewani main deewani, saajan ki deewani Deewani main deewani, saajan ki deewani Mujhe laakh samjhaaya dil ne mere Magar maine dil ki na maani Deewani main deewani, saajan ki deewani Deewani main deewani, saajan ki deewani
Main deewana hoon in adaon ka Maine to pyaar kiya hai tumse Zindagi hard mein hi chaahoonga Maine ikraar kiya hai tumse
Main bhi saajan tumhaari chaahat mein Saari duniya ko bhool jaoongi Saath seh loongi saare dard aur gham Dil ki rishte ko main nibhaoongi deewani, deewani
Bhoolaoongi kaise bhala mere saajan Mohabbat bhari yeh nishaani Deewani main deewani, saajan ki deewani Deewani main deewani, saajan ki deewani
deewani, deewani, deewani, deewani, deewani
Neend jab tootegi to Hosh mein aaoongi main Kaun hai kaisa hai woh Sab ko batlaoongi main Saari duniya ke aage Kissa yeh aam karke Jaoongi is mehfil se Usko badnaam karke Usne dil toda mera Uska dil tod doongi Woh na samjhe ke usko aise hi chod doongi Maine us bewafaa ko pooja hai Maine to pyaar sirf pyaar kiya Do jahaan ko bhula ke maine to Apne dilbar pe jaanesaar kiya Kabhi sochti hoon Jo main beeti baatein Barasta hai aakhon se paani