kahan kho gaye Jaan-e-man ishq mein kya se kya ho gaye Dekhte dekhte hum kahan kho gaye Jaan-e-man ishq mein kya se kya ho gaye Chaahaton ke safar mein pata na chala Chaahaton ke safar mein pata na chala Manzilein thi yahan raaste kho gaye
Dekhte dekhte hum kahan kho gaye Jaan-e-man ishq mein kya se kya ho gaye Chaahaton ke safar mein pata na chala Chaahaton ke safar mein pata na chala Manzilein thi yahan raaste kho gaye Dekhte dekhte hum kahan kho gaye
Oh thandi thandi hawaon mein koyi Ho garm shola pirone laga hai Pyaar ki barf se jism-o-jaan ko bhigone laga hai
Do dilon ke ehsaas ka yeh to mausam hai pyaas ka Sochte sochte hum kahan kho gaye Jaan-e-man ishq mein kya se kya ho gaye
Chaahaton ke safar mein pata na chala Chaahaton ke safar mein pata na chala
Manzilein thi yahan raaste kho gaye
Dekhte dekhte hum kahan kho gaye
Ho tune chaaha humein jaan-e-jaana Yeh to deewangi ka sila hai Lag raha kyon humein aaj humko zamaana mila hai
Aisi baatein karte raho youn hi humpe marte raho Humsafar humsafar hum kahan aa gaye Jaan-e-man ishq mein kya se kya ho gaye
Chaahaton ke safar mein pata na chala Chaahaton ke safar mein pata na chala
Manzilein thi yahan raaste kho gaye
Dekhte dekhte hum kahan kho gaye Jaan-e-man ishq mein kya se kya ho gaye Chaahaton ke safar mein pata na chala Chaahaton ke safar mein pata na chala Manzilein thi yahan raaste kho gaye Manzilein thi yahan raaste kho gaye