Paas apne Ek hai jahaan Paas apne Ek hai pyar Maana ke waqt bahaut hi kam hai, Phir bhi Phir bhi na Maanenge hum to haar
Paas apne Ek hai jahaan (ek jahaan) Paas apne Ek hai pyar (ek pyar) Maana ke waqt bahaut hi kam hai, Phir bhi Phir bhi na Maanenge hum to haarHIV aids to Har jagah hai Yaaron na isse hum Ghabraayein Aao milkar is dard ko Hataaye Isse na kabhi hum Sharmaaye Kyunki hum Ek hai
Paas apne Ek hai jahaan (ek jahaan) Paas apne Ek hai pyar (ek pyar) Maana ke waqt bahaut hi kam hai, Phir bhi Phir bhi na
Maanenge hum to haar'
Itne saare terms for Confusion Aasaan karni hai humein Saari uljhan Himmat haare na Ab hausla karle Aao milkar hum ek Faisla kar le Faisla kar le
Paas apne Ek hai jahaan Paas apne Ek hai pyar Maana ke waqt bahaut hi kam hai, Phir bhi Phir bhi na Maanenge hum to haar
Do kadam Tum badhaao Do kadam Hum badhaae Is tarah Paas aaye Milke hum....
'Paas apne Ek hai jahaan Paas apne Ek hai pyar Maana ke waqt bahaut hi kam hai, Phir bhi Phir bhi na Maanenge hum to haar