Ki Aarzoo Jagaoon Main Koi Aisa Geet Gaoon Ki Aarzoo Jagaoon Agar Tum Kaho
Main Koi Aisa Geet Gaoon Ki Aarzoo Jagaoon Agar Tum Kaho Main Koi Aisa Geet Gaoon Ki Aarzoo Jagaoon Agar Tum Kaho
Tumko Bulaoon Ye Palkhein Bichhaoon Kadam Tum Jahan Jahan Rakho Zameen Ko Aasmaan Banaoon Sitaron Se Sajaoon Agar Tum Kaho
Main Koi Aisa Geet Gaoon Ki Aarzoo Jagaoon Agar Tum Kaho
Main Titliyon Ke Peechhe Bhagoon Main Jugnuon Ke Peechhe Jaoon Ye Rang Hai Vo Roshni Hai Tumhare Paas Dono Laoon Jitni Khushbuain Baag Mein Milein Haan Jitni Khushbuain Baag Mein Milein Main Laoon Vahan Pe Ki Tum Ho Jahan Jahan Pe Ek Pal Bhi Thehro Main Gulsitaan Banaoon Agar Tum Kaho
Main Koi Aisa Geet Gaoon Ki Aarzoo Jagaoon Agar Tum Kaho
Agar Kaho To Main Sunaoon Tumhein Haseen Kahaniyaan Sunogi Kya Meri Zabani Tum Ek Pari Ka Daastaan Ya Main Karoon Tumse Bayaan O Ya Main Karoon Tumse Bayaan Ki Raja Ko Rani Mili Thi Kahan Kahaniyon Ke Nagar Mein Tumhein Leke Jaoon Agar Tum Kaho
Tumko Bulaoon Ye Palkhein Bichhaoon Kadam Tum Jahan Jahan Rakho Zameen Ko Aasmaan Banaoon Sitaron Se Sajaoon Agar Tum Kaho
Main Koi Aisa Geet Gaoon Ki Aarzoo Jagaoon Agar Tum Kaho Agar Tum Kaho