Main chhed ke mann ka saans saans Phir gaaunga Phir sab ke dil ko aaj aaj, behlaoonga Is manzar ko is pal ko bhool na paoonga Main bhool ise na paoonga
In lamhon ka mujhe kab se intezaar tha In khushiyon ke liye kab se beqeraar tha Manzil milegi mujhe, pura aitbaar tha In palkon mein dekhe sapne hazaar Door tak jaoonga Is manzar ko is pal ko bhool na paoonga Is manzar ko is pal ko bhool na paoonga Main bhool ise na paoonga
Kitna suhaana sa yeh apna safar hai Aap ki duaon ka saara asar hai Aap ka hai sab kuch aap ko nazar hai Aap ki inaayeton pe baar baar baar sar ko main jhukaoonga Is manzar ko is pal ko bhool na paoonga Is manzar ko is pal ko bhool na paoonga Main bhool ise na paoonga
Bhikre hain chaaron taraf rang dosti ke Armaan pure huwe sab zindagi ke Akhiyon mein bhar aaye aansoon khushi ke Barsa ke aansuo ki meethi meethi dhaar Aap ko hasaoonga Is manzar ko is pal ko bhool na paoonga Is manzar ko is pal ko bhool na paoonga Main bhool ise na paoonga Mohabbatein lutaaunga Main chhed ke mann ka saans saans Phir gaaunga Phir sab ke dil ko aaj aaj, behlaoonga Is manzar ko is pal ko bhool na paoonga Main bhool ise na paoonga