Ajay-Atul
Página inicial > A > Ajay-Atul > Gaaye Jaa (Male)

Gaaye Jaa (Male)

Ajay-Atul


Suraj tera gardish mein hai
Dhalte huaa keh gaya
Phir laut ke aaunga main
Nazdeek hi hai subah
Gaaye jaa, gaaye jaa
Gham mein hai sargam
Gunguna ye dhun, gaaye jaa
Gaaye ja, gaaye ja
Raat ke dhaagon se savera bun, gaaye ja
Gaaye ja, gaaye ja
Gham mein hai sargam
Gunguna ye dhun, gaaye ja

Apna hi apna kyun keh laaya hai
Kaise koi tay karta hai kaun paraaya hai
Ek wohi rishta teri kamaayi hai
Dard ke pal mein jisne tera saath nibhaya hai
Toota huaa to kya sitaara tu
Kisi ka bann sahara tu

MM
Gaaye ja, gaaye ja
Raat ke dhaagon se savera bun, gaaye ja
Gaaye ja, gaaye ja
Gham mein hai sargam
Gunguna ye dhun gaaye ja
Ho. aankhon mein rakhna sapne tu kal ke
Tujhko lekin un tak jana hoga khud chal ke
Majhdhaaron se tu, haar nahin jaana
Saahil tujhko paana hoga lehron mein dhalke
Hai zindagi wohi jo chalti hai
Yeh girke hi sambhalti hai
Aa

Encontrou algum erro na letra? Por favor, envie uma correção >

Compartilhe
esta música

Ouça estações relacionadas a Ajay-Atul no Vagalume.FM
ESTAÇÕES