jab haal-e-dil tumase kahane main milane aati hoon par dekh tera deevaanaapan main soch mein pad jaati hoon jab haal-e-dil ...
dil to deewana hai maine jaana hai isliye to tumhen dilbar jaana hai yoon dil ko aaise tarasaana achchhi baat nahi sachche premi ko tadapaana achchhi baat nahi main na dekhun jab talak tumko na chain paati hoon par dekh tera deevwanapan ...
ye ishq nahi aasaan bas itna samajh leeje ik aag ka dariya hai aur doob ke jaana hai
ishq vaale kisi aag se na daren pyaar ki raah mein bhi mar ke bhi vo chalen chaahe kuch bhi ab ho jaaye tere pyaar mein hai pyaar bina rakha bhi kya is sansaar mein tu yaad aaye jis bhi ghadi mujhko main daudi aati hoon par dekh tera deewanapan...
aahen bharne laga ye dil-e-bekaraar tumse hi zindagi mein ai sanam thi bahaar tu chain mera tu pyaar mera o jaan-e-jigar mere pyaar tu ai jaan-e-vafa kyon hai bekhabar main raat aur din geet bas tere hi gungunaati hoon par dekh tera deewanapan ...