--Shahrunkh Khan-- Suraj hua maddham, chaand jalne laga Aasmaan yeh haai kyoon pighalne laga ( 2v) Main thehra raha, zameen chalne lagi Dhadka yeh dil, saans thamne lagi Oh, kya yeh mera pehla pehla pyaar hai Sajna, kya yeh mera pehla pehla pyaar hai
--Kajol-- Suraj hua maddham, chaand jalne laga Aasmaan yeh haai kyoon pighalne laga (2v) Main thehra raha, zameen chalne lagi Dhadka yeh dil, saans thamne lagi Oh, kya yeh mera pehla pehla pyaar hai Sajna, kya yeh mera pehla pehla pyaar hai
--Shahrunkh Khan-- Hai khoobsurat yeh pal, sab kuch raha hai badal Sapne haqeeqat mein jo dhal rahe hai Kya sadiyon se puraana hai rishtaa yeh hamaara Ke jis tarha tumse hum mil rahe hai
--Kajol-- Yunhi rahe har dam pyaar ka mausam Yunhi milo humse tum janam janam
--Shahrunkh Khan-- Main thehra raha, zameen chalne lagi Dhadka yeh dil, saans thamne lagi
--Kajol-- Haan, kya yeh mera pehla pehla pyaar hai Sajna, kya yeh mera pehla pehla pyaar hai Tere hi rang se yun main to rangeen hoon sanam Paake tujhe khud se hi kho rahi hoon sanam O maahiya, ve tere ishq mein haan doobke Paar main ho rahi hoon sanam
-- Shahrunkh Khan -- Saagar hua pyaasa, raat jagne lagi Sholo ke dil mein bhi aag jalne lagi
--Kajol-- Main thehri lagi, zameen chalne lagi Dhadka yeh dil, saans thamne lagi
--Shahrunkh Khan-- Kya yeh mera pehla pehla pyaar hai