Zara si dosti karle zara sa humnasheen ban ja sau khwaab hain, ik zindagi kaise chune kya chahiye shayad teri haan na mile phir bhi humein teri na chahiye
tu hi safar tu raasta tu hi kaarwaan kaise chale main tere bina
zara si dosti kar le zara sa humnasheen ban ja zara sa saath de bas phir chahe ajnabi ban ja

tujhse milke dil ko ye yaqeen ho gaya aaine mein main sab se haseen ho gaya tujhse milke dil ko ye yaqeen ho gaya aaine mein main sab se haseen ho gaya
tu nigaahein phere to lage yun mujhe mujhse khoobsurat har koi ho gaya
jaata hai jaa leja wafaa leja duaa bas de de apni wo nigaah
zara si dosti kar le zara sa humnasheen ban ja zara sa saath de bas phir chahe ajnabi ban ja
zara si dosti kar le zara sa humnasheen ban ja zara sa saath de bas phir chahe ajnabi ban ja
jab talak tu mujhme yaar shamil raha tujhme tha jo mera mujhko hasil raha kho gaya hai tu to ab ye lagta hai dar kya ye dil bechara tere qaabil raha sunle duaa, ye ilteja, tujhse judaa main kuch nahi hoon tere bina