Ae Nazneen Suno na (Reprise)
Lagta hai k tumko
Rabb ne banaya jisdum
Apne kudraton ko usne
Tum me kr dia tha gum
Is jahan ko husn wadla bhi kr dia tha gum
Teekhe teekhe nainosh tere
Kaliyon se komal honth tere
Foolon se naajuk pawn tere
Dono jahan kurbaan tere
Tarasha pyaar se jise
Rabb ne, wo mannat ho tum
Sab talashon k jaise
Baby tum
Tarasha pyaar se jise
Rabb ne, wo mannat ho tum
Sab talashon k jaise
Baby tum
Tum sa jahaan me koinaa
Ae nazneen suno na
Hamein tum pe haq to do na
Chahe to jaan lo na
Ki dekha tumhen toh hosh udd gaye
Honth jaise
Honth jaise khud hi sill gaye
(instruments)
Parda khaayalon ka h
Sach much jara saamne aa
Chaand ko me takta hun
Pr teri shakal aankhon me
Ji jalaaye chandni bhi thandi thandi raaton me
Pata nhi kaise me lut gya
Tere liye ae mere haseen
Dil ko yahin h magar
Aega aisa din bhi kabhi
Jab mulaaqtein hongi
Mithi si baatein bhi hongi
Pyaar bhari raatein bhi hongi
Dekhna
Jab mulaaqtein hongi
Mithi si baatein bhi hongi
Pyaar bhari raatein bhi hongi
Dekhna
Aane ki khabar do naa
Ae nazneen suno na
Hamein tum pe haq to do na
Chahe to jaan lo na
Ki dekha tumhen toh hosh udd gaye
Honth jaise
Honth jaise khud hi sill gye
Honth jaise
Honth jaise khud hi sill gye
Ouça estações relacionadas a Ayan De no Vagalume.FM