Kondal vannanaik kovalanay venney Unda vayan en, ullam kavarndhanai
Andar kon ani arangkan en amudhinaik Andar kon ani arangkan en amudhinaik Kanda kangal marronrinaik kanave
Bann ke titli dil uda uda uda hai Kahin door Bann ke titli dil uda uda uda hai Kahin door Chal ke khushboo se juda juda juda hai Kahin door Haadse ye kaise Unsune se jaise choome adheron ko Koi noor Bann ke titli dil uda uda uda hai Kahin door
Sirf keh jaaun ya AAsmaan pe likh doo Teri taarifon mein Chashme baddoor
Bann ke titli dil uda uda uda hai Kahin door Chal ke khushboo se juda juda juda hai Kahin door
Kondal vannanaik kovalanay venney Unda vayan en Ullam kavarndhanai Andar kon ani arangkan en amudhinaik Kanda kangal marronrinaik kanave
Bhoori bhoori aankhein teri Kankhiyon se tez teer kitne chhode Dhaani dhaani baatein teri Udte-phirte panchhiyon ke rukh bhi mode
Adhoori thi zara si Main poori ho rahi hoon Teri saadagi mein hoke choor Bann ke titli dil uda uda uda hai, kahin door Chal ke khushboo se juda juda juda hai Kahin door
Raatein gin ke Neendein bun ke Cheez kya hai khwaabdaari hum ne jaani Tere sur ka saaz ban ke Hoti kya hai raagdaari hum ne jaani
Jo dil ko bhaa rahi hai Woh teri shayari Ya koi shayarana hai fitoor
Bann ke titli dil uda uda uda hai Kahin door Chal ke khushboo se juda juda juda hai Kahin door Haadse ye kaise, unsune se jaise Choome adheron ko, koi noor Bann ke titli dil uda uda uda hai, kahin door
Sirf keh jaaun ya AAsmaan pe likh doo Teri taarifon mein Chashme baddoor
Kondal vannanaik kovalanay venney Unda vayan en, ullam kavarndhanai
Andar kon ani arangkan en amudhinaik Andar kon ani arangkan en amudhinaik Kanda kangal marronrinaik kanave