Sun sajna Sajna sajna O mujhe ek pal chein na aaye Mujhe ek pal chein na aaye sajna tere bina Sajna tere bina Mere dil ko kuchh nahin bhaaye Mere dil ko kuchh nahin bhaaye sajna tere bina Sajna tere bina sajna tere bina
Mujhe ek pal chein na aaye O mujhe ek pal chein na aaye sajna tere bina Sajna tere bina
Akhiyaan milake tu na jaane ki hai ye kaisi baat Haath ki mehndi mehke maahi ab to saari raat Tu meri jaan hai tu meri dhadkan Tu hai meri zindagani Milke likhoonga saath mein tere Is jeewan ki kahani Judaai judaai Kabhi aaye na judaai Judaai judaai O rabba aaye na judaai
Har mod pe jee ghabraaye Har mod pe jee ghabraaye sajna tere bina Sajna tere bina Mere dil ko kuchh nahin bhaaye Mere dil ko kuchh nahin bhaaye sajna tere bina Sajna tere bina sajna tere bina
Mujhe ek pal chein na aaye O mujhe ek pal chein na aaye sajna tere bina Sajna tere bina
Naa pehnoon main jhoomar kangna na chandan ka haar Tere pyaar ke gehnon se main kar loon sau singhaar Tan man donon ko pighlaaye in saanson ki garmi Phoolon se bhi naram hai jaanu in honthon ki narmi Judaai judaai Kabhi aaye na judaai Judaai judaai O rabba aaye na judaai Meri pyaas ko kaun bujhaaye Meri pyaas ko kaun bujhaaye sajna tere bina Sajna tere bina Mere dil ko kuchh nahin bhaaye Mere dil ko kuchh nahin bhaaye sajna tere bina Sajna tere bina sajna tere bi