--female-- (main sochoon yeh kaise Tum na milte to kya hota) - 2 --male-- Main sochoon yeh kaise Tum na milti to kya hota --female-- Jo sukoon mere dil ko mila hai --male-- Kya tum bin mila hota --female-- Shaayad --male-- Shaayad --female-- Haan, shaayad --both-- Shaayad, shaayad, haan shaayad --female-- Chaahat yunhi badhti rahe Reh na paaoongi tere bina kasam se Haai, dekha na koi bhi duja tum sa Ab jaane na doongi tumhe door hum se --male-- Lagta hai jaise bandha ho yeh bandhan Jannat mein kahin Kayi janmon ka hai yeh bandhan Kahin aisa aisa to nahin --female-- Shaayad --male-- Shaayad --female-- Haan, shaayad --both-- Shaayad, shaayad, haan shaayad --male-- Main jaanta hoon ke tum jaanti ho Tum jaanti ho ke main jaanta hoon Eh, main jaanta hoon ke tum jaanti ho Tum jaanti ho ke main jaanta hoon --female-- Hum jaante hain ke duniya agar jaan legi to --male-- Toofaan uthega, khuda na kare kahin aisa ho --female-- Magar jaane kab jaan leva judaai yeh hogi khatam --male-- Kya hai aisa bhi mumkin Ke deewaar yeh tod paayenge hum --female-- Shaayad --male-- Shaayad --female-- Haan, shaayad --both-- Shaayad, shaayad, haan shaayad --male-- Nahin mujhko khabar kya galat kya sahi Kyoon main aaj khud apne bas mein nahin Chaahat to hai zaroor Mera dil keh raha hai Aisi baaton se rehna hai door Zameer samjha raha hai Haan aur na ki is uljhan mein Phas gaya dil bechaara yunhi Yeh kya ho gaya, aisa kyoon ho gaya Kahin aisa to nahin Shaayad, shaayad, haan shaayad - 2 La la, la la, la la la