tum pe shauk se hum yeh naam duur se khush ho gayi tabiyat milkar hazuur se hazuur se - 3 iss mulakat ka bas maza lijiye - 2 aaj ki raat ka bas maza lijiye iss mulakat ka bas maza lijiye dil kyon taras rahe hain nagmein baras rahe hain - 2 toh aaisi barsaat ka mazaa lijiye iss mulakat ka bas maza lijiye ishara kar raha hu - 2 magar main darr raha hu ke dekho rang-e-mehfil sambhalo saheb p ishara kar raha hu - 2 magar main darr raha hu ke dekho rang-e-mehfil sambhalo saheb p yeh dil hai teer mana na ban jaaye yeh nishana bana hain pehan khwaabon ka sehara bani hai preet dulhan dulhan jama hai dost dushman toh mazza lijiye - 2 mazaa lijiye lijiye lijiye lijiye dil ki baraat ka mazza lijiye iss mulakat ka bas maza lijiye aaj ki raat ka bas maza lijiye
bahut bechain hum hain - 2 gazal mein sher kam hain nahi ustaad aaye koi unko bulaye... sunaye au rkya ab samjah lo mera matlab koi dhundo bahana bana dalo fasana agar hum chup rahenge toh saheb kya kahenge toh mazza lijiye ... aaise haaalat ka bas mazza lijiye iss mulakat ka bas maza lijiye
suno suno... suno ab waqt kam hain magar jab tak ke dam hain suke na taal taali lagaaon taan khaali ruko ruko hum aa gaye hain sabhi ghabra gaye hain nahi darr ki jaroorat sama hai khoobsurat shuru ab khel hoga dilon ka mel hoga toh mazza lijiye lijiye lijiye khulke har baat ka mazza lijiye iss mulakat ka bas maza lijiye - 4