tere bin sooni sooni hain baahein teri bin pyaasi pyaasi nigahein tere bin, bin asar meri aahein tere bin tere bin sooni sooni hain baahein teri bin pyaasi pyaasi nigahein tere bin, bin asar meri aahein tere bin
tere bin lamha lamha sataaye tere bin beqaraari jalaaye tere bin chain mujhko na aaye tere bin tere bin lamha lamha sataaye tere bin beqaraari jalaaye tere bin chain mujhko na aaye tere bin
meri nigaahon mein tera chehra ravaan hai gehre hain armaan jaan-e-jaan paagal sama hai meri nigaahon mein tera chehra ravaan hai gehre hain armaan jaan-e-jaan paagal sama hai
apni daayare se main to chhootne lagi hoon tere baazuon mein aake tootne lagi hoon apni daayare se main to chhootne lagi hoon tere baazuon mein aake tootne lagi hoon
tere bin jeena naee hai gawaara tere bin dil ka naee hai guzaara tere bin kaun apna sahaara tere bin
aashiq banaya, aashiq banaya, aashiq banaya aapne
bechainiyon ka, faaslon ka silsila hai dard-e-jigar ka ye sabab humko mila hai bechainiyon ka, faaslon ka silsila hai dard-e-jigar ka ye sabab humko mila hai
betaabiyon ne humko choor kar diya hai paas aane pe majboor kar diya hai betaabiyon ne humko choor kar diya hai paas aane pe majboor kar diya hai
tere bin raat kat-ti nahi hai tere bin pyaas mit-ti nahi hai tere bin doori ghat-ti nahi hai tere bin
tere bin sooni sooni hain baahein teri bin pyaasi pyaasi nigaahein tere bin, bin asar meri aahein tere bin tere bin lamha lamha sataaye tere bin beqaraari jalaaye tere bin chain mujhko na aaye tere bin