Jism se rooh tak, hai tumhare nishaan Bann gaye tum meri zindagi Jism se rooh tak, hai tumhare nishaan Bann gaye tum meri zindagi
Jab se tum ho mile, jaan-o-dil hai khile Tumse waah basta hai, har khushi Tum ho mera pyar, tumse hai karaar Tumko hi basaaya maine yaadon mein
Tumse hai nasha, tumse hai khumaar Tumko hi sajaya maine khwaabon mein Tum ho mera pyar, tumse hai karaar Tumko hi basaaya maine yaadon mein
Jab mile nahin thay tum, na thi khushiyan na gham Tum mile to badle zindagi ke yeh mausam Ho sunn raha hai jo dua mera rab hai tujh mein Har jagah tha kuch kam mila mujhe sab tujh mein
Raat din dekhna tujhko aadat meri Yun tujhe chaahna hai ibaadat meri Tum ho mera pyar, tumse hai karaar Tumko hi basaaya maine yaadon mein
Tumse hai nasha, tumse hai khumaar Tumko hi sajaya maine khwaabon mein Tum ho mera pyar, tumse hai karaar Tumko hi basaaya maine yaadon mein
Jism se rooh tak, hai tumhare nishaan Bann gaye tum meri zindagi
Aankhein sehra meri, tu hai bheega ik baadal Meri khwaishon mein tu, teri liye main paagal O ho tu hai behti nadi, dooba dooba main sahil Main hoon tujh mein fanaa, tu hi mera hai haasil
Jab se tu o sanam, meri baahon mein hai Ik ujaala sa dil, ki panaahon mein hai Tum ho mera pyar, tumse hai karaar Tumko hi basaaya maine yaadon mein
Tumse hai nasha, tumse hai khumaar Tumko hi sajaya maine khwaabon mein Tum ho mera pyar, tumse hai karaar Tumko hi basaaya maine yaadon mein
Tumse hai nasha, tumse hai khumaar Tumko hi sajaya maine khwaabon mein Tum ho mera pyar, tumse hai karaar Tumko hi basaaya maine yaadon mein
Tumse hai nasha, tumse hai khumaar Tumko hi sajaya maine khwaabon mein Tum ho mera pyar, tumse hai karaar Tumko hi basaaya maine yaadon mein
Tumse hai nasha, tumse hai khumaar Tumko hi sajaya maine khwaabon mein