Kabhi khushi kabhie gham Na judaa honge hum Kabhi khushi kabhie gham Meri saason mein tu hai samaya Mera jeevan to hai tera saaya Meri saason mein tu hai samaya Mera jeevan to hai tera saaya Teri pooja karoon main to hardam Yeh hai tere karam Kabhi khushi kabhie gham Na judaa honge hum Kabhi khushi kabhie gham Meri saason mein tu hai samaya Mera jeevan to hai tera saaya Teri pooja karoon main to hardam Yeh hai tere karam Kabhi khushi kabhie gham Na judaa honge hum Kabhi khushi kabhie gham
Suboh shyaam charno mein diye hum jalayen Dekhen yahan bhi dekhen tujhko hi paayen Suboh shyaam charno mein diye hum jalayen Dekhen yahan bhi dekhen tujhko hi paayen In labon pe tera bas tera naam ho In labon pe tera bas tera naam ho Pyaar dil se kabhi hi na ho kam Yeh hai tere karam Kabhi khushi kabhie gham Na judaa honge hum Kabhi khushi kabhie gham
Yeh ghar nahin hai mandir hai tera Is mein sada rahe tera basera Yeh ghar nahi hai mandir hai tera Is mein sada rahe tera basera Khushboon se teri yeh mehektha rahen Khushboon se teri yeh mehektha rahen Aaye jaaye bhale hi koyi mausam Yeh hai tere karam Kabhi khushi kabhie gham Na judaa honge hum Kabhi khushi kabhie gham Meri saason mein tu hai samaya Mera jeevan to hai tera saaya Meri saason mein tu hai samaya Mera jeevan to hai tera saaya Teri pooja karoon main to hardam Yeh hai tere karam Kabhi khushi kabhie gham Na judaa honge hum Kabhi khushi kabhie gham Na judaa honge hum Kabhi khushi kabhie gham