-Chaand Mere Dil Ke Aankhon Ki Taare Tu Kyon Hai Maddham Maddham Maddham Maddham Neendiya Ke Badle Aankhon Mein Aason Tujhko Saathi Kaisa Gham E-Chaand Mere Dil Ke Aankhon Ki Taare Tu Kyon Hai Suna Tera Mukaddar Hai Suna Tera Mukaddar Hai Ja Aasman Pe Tera Ghar Hai Tanhayi Teri Humsafar Hai Bas Aakhri Tera Safar Hai Ghum Se Bahri Liptisi Door Aahein Bhari Hawaon Se Door Nafrat Bhare Saagar Se Door Jo Dil Ko Jala De Us Agni Se Door Us Agni Se Door Us Agni Se Door Us Agni Se Door Kehne Ko Door Hai Par Lagta Hai Har Pal Tu Hai Yahin Humdum Humdum Humdum Humdum Yaadon Mein Teri Jeene Mein Bas Hum Khushiyon Mein Hoga Tera Gham Zulmo Sitam Ka Hai Jahan Zulmo Sitam Ka Hai Jahan Hai Qaid Mein Uski Meri Jaan Kyon Bekhabar Hai Tu Hai Khuda Tujhko Mubarak Tera Aasaman Bebas Hoon Mein Kamzor Nahin Koyi Nahin Tanha Sahi Himmat Ho To Mushkil Nahin Oh Hausla Agar To Manzil Door Nahin Manzil Door Nahin Manzil Door Nahin Umeed Ke Sahare Koyi Kyon Haare Chalte Chale Tam Tam Tam Hardam Khud Pe Yakin Hai To Kya Kami Hai Do Din Ka Hai Mehmaan Yeh Gham