Rangeeli ho, sajeeli ho - 2 Tu albeli o - 2 Main albeli, ghoomoon akeli, koi paheli hoon main Ho, main albeli, ghoomoon akeli, koi paheli hoon main Pagli hawaaye mujhe jaha bhi le jaaye In hawaaon ki saheli hoon main
Tu hai rangeeli, ho Tu hai sajeeli, ho
Hirni hoon ban mein, kali gulshan mein Shabnam kabhi hoon main, kabhi hoon shola Shyaam aur savere, sau rang mere Main bhi nahin jaanoon aakhir hoon main kya
Tu albeli, ghoome akeli, koi paheli hai tu Pagli hawaaye tujhe jaha bhi le jaaye In hawaaon ki saheli hai tu
Tu albeli, ghoome akeli, koi paheli, paheli
Mere hisse mein aayi hain kaisi betaabiya Mera dil ghabraata hai main chaahe jaaoon jaha Hmm, mere hisse mein aayi hain kaisi betaabiya Mera dil ghabraata hai main chaahe jaaoon jaha Meri bechaini le jaaye mujhko jaane kahan Main ek pal hoon yahan Main ek pal hoon yahan, main hoon ek pal vahan
Tu baawali hai Tu manchali hai Sapnon ki hai duniya jis mein tu hai pali
Main albeli, ghoomoon akeli, koi paheli hoon main
Tu albeli, o
Main albeli, ghoomoon akeli, koi paheli hoon main Pagli hawaaye mujhe jaha bhi le jaaye In hawaaon ki saheli hoon main
Tu hai rangeeli, ho Tu hai sajeeli, ho
Hirni hoon ban mein, kali gulshan mein Shabnam kabhi hoon main, kabhi hoon shola Shyaam aur savere, sau rang mere Main bhi nahin jaanoon aakhir hoon main kya
Oh Tu albeli, o
Hm, hm, main woh raahi hoon jiski koi manzil nahin Main woh armaan hoon jiska koi haasil nahin Main hoon woh mauj ke jiska koi saahil nahin Mera dil naazuk hai Mera dil naazuk hai, patthar ka mera dil nahin
Tu anjaani, tu hai deewani Sheesha leke patthar ki duniya mein hai chali Tu albeli, ghoome akeli, koi paheli hai tu Pagli hawaaye tujhe jaha bhi le jaaye In hawaaon ki saheli hai tu
Main hoon rangeeli, ho Main hoon sajeeli, ho Hirni hoon ban mein, kali gulshan mein Shabnam kabhi hoon main, kabhi hoon shola Shyaam aur savere, haan, sau rang mere, haan Main bhi nahin jaanoon aakhir hoon main kya