oi kisiko kyon achha lagta hain koi kisiko dekh kar kyon apne hosh kho deta hain kisiki hairaan aankhen ek haseen chehre ko dekhti hain aur dil mein anginat maasoom sawaal karwaten badalne lagte hain
zameen ka phool ho ya hoor aasmaan ki ho la la la la la la la la la la la la la la hmm hmm hmm hmm zameen ka phool ho ya hoor aasmaan ki ho - 2 main sochata hoon ke tum kaun ho kaha ki ho zameen ka phool ho ya hoor aasmaan ki ho
yeh jism geet hain khushbu hain ya hain deep jala yeh zulf raat hain baadal hain ya hain koi bala yeh aankhen jaadu hain jheelen hain ya ke paimaana yeh chehra khwaab hains sach hain ya koi afasaana woh des kitna haseen hoga tum jahaan ki ho main sochata hoon ke tum kaun ho kaha ki ho zameen ka phool ho
tumhare layje mein sheeshe khanakte hain jaise tumhare chhuune se pathhaar pighalte hain jaise kiran si phootti hain tum jo muskurati ho nazaaren gaate hain tum jo nazar uthaati ho yaha ki ho ya kisi aur kehkasha ki ho main sochata hoon ke tum kaun ho kaha ki ho zameen ka phool ho ya hoor aasmaan ki ho main sochata hoon ke tum kaun ho kaha ki ho zameen ka phool ho ya hoor aasmaan ki ho la la la la la la la la la la la la la la hmm hmm hmm hmm