Na wo akhiyan ruhani kahin Na wo chehra noorani kahin Kahin dil wali baatein bhi na Na wo sajri jawani kahin
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi
Na toh hansna rumaani kahin Na toh khushboo suhani kahin Na woh rangli adayein dekhin Na woh pyari si nadani kahin Jaisi tu hai waisi rehna
Jag ghumeya thaare jaisa na koi
Baarishon ke mausamon ki bheegi hariyali tu Sardiyon mein gaalon pe jo aati hai wo lali tu Raaton ka sukoon Raaton ka sukoon bhi hai Subah ki azaan hai Chaahaton ki chaadaron mein Maine hai sambhali tu
Kahin agg jaisi jalti hai Bane barkha ka pani kahin Kabhi mann jaana chupke se Yun hi apni chalani kahin Jaisi tu hai waisi rehna
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi
Apne naseebon mein yaa Hausle ki baaton mein Sukhon aur dukhon wali Saari saugaton mein Sang tujhe rakhna hai Sang tujhe rakhna hai, tune sang rehna
Meri duniya mein bhi Mere jazbaaton mein Teri milti nishani kahin Jo hai sabko dikhani kahin Tu toh jaanti hai marke bhi Mujhe aati hai nibhani kahin Woh hi karna jo hai kehna