Rahat Fateh Ali Khan
Página inicial > R > Rahat Fateh Ali Khan > Nazar Se Nazar Mile

Nazar Se Nazar Mile

Rahat Fateh Ali Khan


Kabhi kabhi aisa hota hai…
jaage jaage koi sota hai…
bin chaahe dil khota hai
kahin aisa na ho jaye…

Kabhi kabhi aisa hota hai…
jaage jaage koi sota hai…
bin chaahe dil khota hai
kahin aisa na ho jaye…

kab armaan machlenge
kisko hai ye pata
kab mausam badlenge
kisko hai ye pata
pyaar ho jata hai kaise
jaane na jaane na
jaane na jaane na dil tera
aa ha..

nazar se nazar mile aa ha
nazar se nazar mile
to dekhengi aankhein sapna
jo yun koi saath chale…aa ha
jo yun koi saath chale
to lagne lagega apna aa ha

nazar se nazar mile aa ha
nazar se nazar mile
to dekhengi aankhein sapna
jo yun koi saath chale… aa ha
jo yun koi saath chale
to lagne lagega apna aa ha

aaa…..
aa….

baat jo badhegi
baat baat mein
khwaab hi khwaab
honge har raat mein
hoga jab pyaar tujhe
hoga na karaar tujhe
tu ye soch le…

kab armaan machlenge
kisko hai ye pataa
kab mausam badlenge
kisko hai ye pataa
pyaar ho jata hai kaise
jaane na jaane na
jaane na jaane na dil tera
aa ha..

nazar se nazar mile aa ha
nazar se nazar mile
to dekhengi aankhein sapna
jo yun koi saath chale…
jo yun koi saath chale
to lagne lagega apna aa ha

aa ha…aa ha
aa ha…aa ha

aayega vo paas ki
jo door hai
maan ja ki
hona ye zaroor hai
vo dil to deewana hai
kab ka havana hai
tu ye soch le

kab armaan machlenge
kisko hai ye pataa
kab mausam badalenge
kisko hai ye pataa
pyaar ho jata hai kaise
jaane na jaane na
jaane na jaane na dil tera
aa ha..

nazar se nazar mile aa ha
nazar se nazar mile
to dekhengi aankhein sapna
jo yun koi saath chale… aa ha
jo yun koi saath chale
to lagne lagega apna aa ha

nazar se nazar mile aa ha
nazar se nazar mile
to dekhengi aankhein sapna
jo yun koi saath chale… aa ha
jo yun koi saath chale
to lagne lagega apna…

aa ha…aa ha

Letra enviada por Cláudia Faria

Encontrou algum erro na letra? Por favor, envie uma correção >

Compartilhe
esta música

Ouça estações relacionadas a Rahat Fateh Ali Khan no Vagalume.FM

Mais tocadas de Rahat Fateh Ali Khan

ESTAÇÕES