aawara nahi saudagar nahi deewana are nahi anaadi khiladi jaadugar baazigar nahi nahi na tu khiladi na tu baazigar na tu anaadi na tu jaadugar jaane tujhe dekh kar kyon lagta hai dar gambler gambler tu hai gambler
dil ko chura ke apna bana ke dhokha tu dega hai mujhe khabar gambler gambler ...
na main khiladi na main baazigar na main anaadi na main jaadugar jaan-e-man o jaan-e-jaan kuch bharosa kar gambler gambler haan main gambler
dil ko chura ke apna bana ke dhokha na dunga o bekhabar gambler gambler ...
baaton hi baaton mein tum par kar lu main kaise bharosa jisne kiya hai bharosa hota hai usko hi dhokha main aisa insaan nahi hu chaahe mujhe aazmaa le aashiq wahi jo mohabbat mein ho jaan apni luta de nazaron mein mere dil ki zubaan hai dekhu to pahachaan kar gambler gambler ...
phir to mubarak ho tumko ab ye mulakat meri le kar karwatein gujaregi na raat meri yaadon ko dil lagakar karna padega guzara yaadon mein maanega kaise dil teri chahat ka maara aankhon ke raste tasveer meri le jaana tum kheenchakar gambler gambler ...