mohabbaton mein marnewale bhi ajeeb hai ajim hai hamari dastaan jaan-e-man faaslon pe rehte hai lekin kareeb hai
hamko maalom hain ishq masoom hain dil se ho jaati hain galtiyaan sabr se ishq mehroom hain

huaan jo zamane ka dastoor hain woh maane nahi ?? naaraaz tha meri barbaadiyon ka woh aaghaaz tha ishq ka ek hi ek andaaz tha woh na raazi hue ham bhi baaghi hue bekaraar ham faraar ho gaye
hamko maalom hain ishq masoom hain dil se ho jaati hain galtiyaan sabr se ishq mehroom hain
main pareshan hoon ek majboori par hoga gam jaankar saath hoon main magar mujhko rehna padega zara doori par sirf do hi mahine hai seh lo agar mera future hai teri kasam mera future hai jismein piya
hamko maalom hain ishq masoom hain dil se ho jaati hain galtiyaan sabr se ishq mehroom hain
waqt se haara aur lauta jo main lautkar apane ghar jaa chuki thi piya phone karta raha phone bhi na liya maine khat bhi likhe saal bhar likhe meri aawaz pahunchi nahi kho gayi meri piya kahi mujhko umeed thi ek din toh kabhi woh bhi aawaaz degi mujhe