kahaan gaye mamata bhare din kaise koyi jiye maan tere bin o maan tujhe dhuundhuun main kahaan o maan ke bina suuna hai jahaan kaun bhala duniya mein maan ki jagah le saka koyi kah de kya hoti hai maan aakhir maan hoti hai maan kahaan gaye mamata
haathon se khilaay ke baahon mein jhulaaye ke bahanon ki raah mein tuune nazarein bichha din loriyaan sunaay ke hamako sulaay ke apana na socha hamape nindein bhi luta din maan ki parachhaayin haan hai mera bhaayi kaun bhala duniya
baabul ka pyaar tu maan ka dulaar tu tere hote maan baabul ki yaad bhi na aayi tu hamaara vir hai ye bhi takadir hai bahanon ki raakhi chuume bhaiya ki kalaayi dhuup kya pata nahin gam kya pata nahin tere saaye mein mamata ki chhaanv hi mili hai aansu kya pata nahin dard kya pata nahin tere angana mein ye kaliyaan phuul si khili hain maan ki parachhaayin haan hai mera bhaayi kaun bhala duniya
tere jaisi haan hoti hai maan mamata bhare har pal har din kaise milenge bhaiya hamein tere bin chaahein koyi dhuundh le jahaan o aisa bhaayi milega kahaan hai ye duwa har bhaayi bhaayi ho teri tarah maan jaisi shital puravayiya haan aakhir hai apana bhaiya