sa: ( na hai zamin, na aasmaan laaye kahaan ho hamko a: baadal nagar hai mera ghar laaya jahaan hu tumko ) -2 sa: chhodo hansi, baadal mein bhi, koi bhala rahta hai a: a dekh le in aankhon se, deevaana sach kahta hai sa: na hai zamin, na aasmaan laaye kahaan ho hamko a: baadal nagar hai mera ghar laaya jahaan hu tumko
sa: teri is nagri mein, kaise raste hain en a: pair sitaaron par rakhkar chalte hain en sa: teri is nagri mein, kaise raste hain en a: pair sitaaron par rakhkar chalte hain sa: ik taara vo chalta hai jo, de do mujhe vo nagina a: ab chaand hai bindiya teri, soorat tera aaina
sa: na hai zamin, na aasmaan laaye kahaan ho hamko a: baadal nagar hai mera ghar laaya jahaan hu tumko
sa: pyaar ke ye do pal, hamko gheren hain en a: dhundhle ujaale hain en en, ujle andhere hain en sa: pyaar ke ye do pal, hamko gheren hain en a: dhundhle ujaale hain, ujle andhere hain sa: ye pyaar ke baadal ghane kal ko pighal jaayen to a: sun ai hasin ham vo nahin, ik din badal jaayen jo sa: na hai zamin, na aasmaan laaye kahaan ho hamko a: baadal nagar hai mera ghar laaya jahaan hu tumko sa: chhodo hansi, baadal mein bhi, koi bhala rahta hai a: a dekh le in aankhon se, deevaana sach kahta hai
sa: ( hun hun hun hun a: hun hun ) -2 sa: la la la la la, la-la-la a: ( hun hun hun hun sa: hun hun ) -2 both: la la la la la, la-la-la