Panchhi nadiyaan pazwan ke jhonke Koi sarhad na inhein roke Panchhi nadiyaan pazwan ke jhonke Koi sarhad na inhein roke Sarhad insaanon ke liye hai Socho tum aur maine kya paaya Insaan hoke
Panchhi nadiyaan pazwan ke jhonke Koi sarhad na inhein roke Sarhad insaanon ke liye hai Socho tum aur maine kya paaya Insaan hoke
Jo hum dono panchhi hote Teirte hum is neele gagan mein Pankh pasaare Saari dharti apni hoti Apne hote saare nazaare Khuli fizaaon mein udte Khuli fizaaon mein udte Apne dilon mein hum saara pyaar samokhe
Panchhi nadiyaan pazwan ke jhonke Koi sarhad na inhein roke Sarhad insaanon ke liye hai Socho tum aur maine kya paaya Insaan hoke
Jo main hoti nadiya aur tum pawan ke johke to kya hota O jo main hoti nadiya aur tum pawan ke johke to kya hota Pawan ke jhonke nadi ke tan ko jab chhoote hain Pawan ke jhonke nadi ke tan ko jab chhoote hain Lehrein hi lehrein banti hain Hum dono jab milte kuchh aisa hota Sab kehte ye leher leher jo bhi jaaye na koi toke
Panchhi nadiyaan pazwan ke jhonke Koi sarhad na inhein roke Sarhad insaanon ke liye hai Socho tum aur maine kya paaya Insaan hoke
Panchhi nadiyaan pazwan ke jhonke Koi sarhad na inhein roke