um bin man ki baat adhuri Din hain adhure raat adhuri Tum bin man ki baat adhuri
Tum bhi pyaase main bhi pyaasi Yug se lambi pal ki udasi Aa hi gaye naino mein saawan Aa hi gaye naino mein saawan Phir bhi hain barsaat adhuri Din hain adhure raat adhuri Tum bin man ki baat adhuri
Soone soone angana dware Sehmi sehmi hein choubaare Chaand aur sooraj pheeke pheeke Chaand aur sooraj pheeke pheeke Taaron ki baaraat adhuri Din hain adhure raat adhuri Tum bin man ki baat adhuri