Dhanya tera naam bahutayaki mein Paripoornta mein dhanya tera naam Dhanya tera naam banjar haalaton mein Jangal ke raaste dhanya tera naam
Tere ashish ke badle, gaoon stuthi Jab andhera cha jaaye, kahoon tab bhi
Dhanya tera naam hai prabhu Dhanya tera naam Dhanya tera naam hai prabhu Dhanya tera tejasvi naam
Dhanya tera naam jab sooraj suhaana ho Jab sab kushal mangal ho, dhanya tera naam Dhanya tera naam, mushkilon ki raahon mein Dard ho bhale, arpan mein, dhanya tera naam
Tere ashish ke badle, gaoon stuthi Jab andhera cha jaaye, kahoon tab bhi
Dhanya tera naam hai prabhu Dhanya tera naam Dhanya tera naam hai prabhu Dhanya tera tejasvi naam
Tu hi deta hai, tu hi leta hai Yehovah, mera dil kahe Dhanya tera naam