Chaahe main chaloon saaye maut ki tarai mein se Tera siddh prem bhai bhagaaye Jab bhi main phasoon is jeevan Ke sangharshon mein Main paltoon na tu paas hai jo mere
Dushtta se daroon na Saath hai jo mere khuda Saath hai jo mere khuda Kis se main daroon? Kis se main daroon?
Tu kabhi nahi chode mujhko Shaantta aur sankat mein bhi Tu kabhi nahi chode mujhko Har chadhaav aur har utaar mein Tu kabhi nahi chode mujhko Prabhu tu na chode mujhko
Aayega prakaash unke liye Jo hain thaame tujhko Tejasvi sab tulna se paar Saare sangharsh tham jaayenge Par usi din tak Hum jaane tujhe is dharti par